↧
zara si der me kia kia bana gaya mujhko
↧
muujse zeada ager tumht koe chahy to .

↧
↧
Soz e Raqabat
Hum Ko or To Kuch NhiN Soojha, Albta Us K Dil MeiN
Soz e Raqabat Paida Kar K Us Ki Neendh Uraai Hai
Soz e Raqabat Paida Kar K Us Ki Neendh Uraai Hai
↧
Talluq torr deyta hunn!
↧
Ab key rut badli tou.....
↧
↧
dUA
↧
yEh dUa mErI nAhIn
↧
Bohat achcha bhi lagtaa hai
Bohat achcha bhi lagtaa hai
achaanak iss tarhaN dil kaa doobara mubtilaa honaa
mohabbat aashnaa honaa
magar jab dekhtaa hoon
waqt kitnaa jaa chukaa hai
raastouN ki dhool
qadmouN aur sarouN par kis tarhaN jum chuki hai
aur hum tum
apni apni zindagi key daayirouN meiN
apni apni gardishoN meiN
iss tarhaN uljhey huey heiN
jiss tarhaN dasht-e-falak meiN saath chaltey
dou sitaarey
jou bazaahir paas lagtey heiN
magar unn ki rafaqat meiN
karoRoun meel ki tanhaai kaa dariya bhi hotaa hai
yeh dariya paar kaisey hou?
naa tum hou uss kinaarey par
naa hum hein iss kinaarey par
so behtar hai
hum apney apney dariyaaouN key iss khalaa meiN
ghoomtey jaaeiN
sitaarouN ki tarhaN
ik saath chamkeiN aur damkeiN tou sahi lakin
yeh apney beech jou faaslouN kaa surkh dariya hai
issey tasleem hi kar leiN
key iss be-pul key dariya meiN
naa tum hi tair saktey hou
naa hum hi tair saktey heiN
Bohat achcha tou lagtaa hai
achaanak iss tarhaN dil kaa mohabbat aashnaa honaa
doobara mubtila honaa
(AMJAD ISLAM AMJAD)

kAash k tUm yEh jAan sAkO
↧
↧
aik mom ki guriya ne suraj se mohabat ki
↧
chalo tum keh rhy ho to !

↧
hamny soch rakha hy tumse kuch nhai kehna
↧
Kese mumkin hai tujhe bhool jaun ??
fb.jpg
YE kese Mumkin hai Tujhey bhool jaun
Tere NAam per hi tu mae ney
Apney FACEBOOK KA password rakha hai
:omg:
YE kese Mumkin hai Tujhey bhool jaun
Tere NAam per hi tu mae ney
Apney FACEBOOK KA password rakha hai
:omg:
↧
↧
Humsafar yunhee masroof -e- safar

↧
Wada Nahi Karta
Usay me bhool jaonga magar wada nahi karta
Hamesha muskraon ga magar wada nahi karta
Uska zikr mehfil me ho to khamosh rehna hai
Me khud ko azmaon gamagar wada nahi karta
Sitaron neend k maaron chalo khuwabon ki dunya me
Me bhi so hi jaonga magar wada nahi karta
Chalo tum se ye wada hai k dil me dard hain jitnay
Kisi ko na sunaon ga magar wada nahi karta...

Amir Khusro kii Ghazal; tarjumah: Dr. Hadi Hasan
salaam,
how are you?
i'm presenting a Farsi Ghazal of the legendary sufi poet, Amir Khusro. the translation is done by Dr. Hadi Hasan, Professor and Head of the Department of Persian, Aligarh Muslim University.
hope you will enjoy the ghazal.
![]()
Kafir-e-ishqam musalmani mara darkaar neest
Har rag-e mun taar gashta hajat-e zunnaar neest;
Az sar-e baaleen-e mun bar khez ay naadaan tabeeb
Dard mand-e ishq ra daroo bajuz deedaar neest;
Nakhuda dar kashti-e maagar nabashad go mubaash
Makhuda daareem mara nakhuda darkaar neest;
Khalq mi goyad ki Khusrau but parasti mi kunad
Aarey aarey mi kunam ba khalq mara kaar neest.
Translatation

I am a pagan and a worshipper of love: the creed (of Muslims) I do not need;
Every vein of mine has become taunt like a wire,
the (Brahman’s) girdle I do not need.
Leave from my bedside, you ignorant physician!
The only cure for the patient of love is the sight of his beloved –
other than this no medicine does he need.
If there be no pilot in our boat, let there be none:
We have god in our midst: the sea we do not need.
The people of the world say that Khusrau worships idols.
So he does, so he does; the people he does not need,
the world he does not need.
(Trans. Dr.Hadi Hasan)

Moen jo Daro ki Raqqasa
↧
↧
itanii muddat baad mile ho
itanii muddat baad mile ho
kin sochon mein gum rahate ho
tez havaa ne mujh se puuchhaa
ret pe kyaa likhate rahate ho
kaun sii baat hai tum mein aisii
itane achchhe kyon lagate ho
hum se na puuchho hijr ke qisse
apanii kaho ab tum kaise ho
kin sochon mein gum rahate ho
tez havaa ne mujh se puuchhaa
ret pe kyaa likhate rahate ho
kaun sii baat hai tum mein aisii
itane achchhe kyon lagate ho
hum se na puuchho hijr ke qisse
apanii kaho ab tum kaise ho
↧
be tahasha muhabton k ameen
↧
suna hy kafi parh likh gai ho tum
↧