Teri kaj-adai se haar ke shab-e-intazaar chali gai
mere zabt-e-haal se rooth kar mere gham-gusar chale gaye
na saval-e-vasl na arz-e-gham na hikayaten na shikayaten
tere ahad mein dil-e-zaar ke sabhi ikhtiyar chale gaye!