Quantcast
Channel: GupShup Forums - Intikhaab
Viewing all articles
Browse latest Browse all 6004

Saaqii

$
0
0
Saaqii ki har negah pe peegaya
Lehro se khelate huve lehra k peegaya

aay rehmate-e-tamaam mari har khata muaff
ma inteha-e-eshook ma ghabra ke peegaya

peta bagheer azam ya kab the mare majaal
darparda chashmee yar ki shahpa ke peegaya

Zahid ya meri shokhi-e-zindana deakhya
rehmat ko baato baato me behla k peegaya

oundhi oundhi ghataye aate ha
mutrebo ki nawaye aate ha
kis k ghasuu khule ha sawan maaa... (hamesha khule)
mahki mahki hawayee aate haan..

aaoo sehan-e-chaman ma raqs kare
saaz le ka ghatayee aathe ha
dheeak kar unke ankhriyo ko adam
mehqado ko hayayee aate ha

pass reta ha dour rehta ha
koi dil ma zaroor rehta ha
jab se dekha ha unki aankho ko
halka halka suroor rehate ha
aase rehte ha vo mera dil ma
jase zulmat ma noor rehta ha

ab adama ka ye haal ha k harwaqat
masst rehta ha chooor rehta ha


YA JU HALKA HALKA SUROOR HA
YA TARE NAZAR KA QASOOR HA
K SHARAAB PENA SEKHA DEYA

tare payar ne tera chaah ne
tare behki behki negha ne
mujhae ek sharabbi banadeya

sharaab kesa khumar kesa
ya saab tumhare navazish ha
pelaye ha kis nazar se tune
K mujko aapne khaber nahi

Sara jahaan mast
jahaa ka nezam mast
din mast raat mast
sehar mast sham mast
khou mast shesha mast
sabu mast jaam mast
ha tare cheshm-e-mast se har khass O aam mast
ruth saqi har terhaki tera mekhane ma ha
wo bhe thore se in aankho K pemane me ha

saab samajta ho tare isvaghani ay saaqii
kaam karte ha naazar naam ha pemane ka

tare behki behki negha ne
mujhae ek sharabbi banadeya

lehra k jhoom
jhoom k la, muskura k la
phoolo ka rass me chand ki kirne mela k la
kyu jarahee roouth k yarangeen bahar
ja aik martaba isey wergala k la
saghar shikan ha sheikh balanoosh ki nazar
shesha ko zeer daman -e- rangee chupa k la
kahte ha umer-e-rafta kabhi lootee nahi
JA meqade se mare jawani outha k la

mane mana janab peta hou
zindagi ka aazab peta hou
ban k khana kharaab peta hou
rooz-e-mehshar hesaab hona sake
isleya behesaab peta hou

jaam ha mahtaab ha saaqii, saaqii
sara moosam sharaab ha saaqii
baaz lamhaat aase hotee haan
jinme peena sawaab ha saaqii

aachi pele kharaab pele
the aag mesale habab pele
aadat ha aab to nasha na kaaf
pani na peya sharaab pele
nasha eeman hota he surahe din hote ha
jawani ki ebadat kis qadar rangeen hote ha

tumhara husan agar benaqaab hojaye
har aik cheraa khuda ki ketaab hojaye
jo qaidy se na ho to fazool ha sajda
adaab k saat khata b sawaab hojaye
sharabbiyo ko is qadar aakidat ha tum se
jo tum pela do to pani sharaab hojaye
Dil uska namazi ban jaaye aank uski gulabi hojaye
Jiko tu mohabat se dekha saaqi wo sharabi hojaae

tera payar ha mare zindagi tare yaad ha mare bandagi
na namaaz aate ha na wazouu aata ha
sajda kar leta hou saamne jab tu aata ha


To be continued......

Viewing all articles
Browse latest Browse all 6004

Trending Articles