Sirat-e-Mustaqeem
Ikhtiyar to yun ki thi mohabbat.. Sirat-e-Mustaqeem ho jaisay..!!! :flower1:
View ArticleSuna Hai !!!
Suna hai Aaina-e-Tamsaal hai JabeeN uski Jo Saada Dil haiN ban saNwar ke dekhte haiN (Tamsaal = Image, Effigy خیال ۔ عکس ۔ تصویر ۔ شبیہ )
View ArticleWafa Ki Zamaanat?
Aur Zamanat Wafa Ki Kia Ho Gi Tum Meri Saans Girwi Rakh Lo Girwi = Mortgage
View ArticleO bevafa tera shukriya...
main chahta bhi yahi tha ke wo bewafa nikle, usko samjhne ka koi to silsila nikle
View ArticlePPP Vs MQM
Mera dil sirf teri muhabbat ke liye hai magar ye peshkash mehdood muddat ke liye hai Sharjeel Memon's statement: MQM ko hukoomat ki peshkash mehdood muddat ke liye di thi :chai:
View ArticlePagalon wali shayari
share some poetry, jahan ajeeb o ghareeb tamashon ka zikr ho.. jaise ke ye: pagal.jpg :khumar: Attached Images pagal.jpg (59.5 KB)
View ArticleDawa-e-Mohabbat..
Tujh ko daawa hai mohabbat mein giraftaari ka,, La dikha paon mein zanjeer hmaray jaisi,,
View ArticleSuna hai ISHQ Ka SHOK Nahi Hai Tumhein?
Suna hai ISHQ Ka SHOK Nahi Hai Tumhein? Magar BARBAAD Tum KAMAAL Ka Karte Ho.!
View ArticleApni Gali Mein Apna Hi Ghar Dhondtay Rahy...
Apni Gali Mein Apna Hi Ghar Dhondtay Rahy... . . Na_Jany Kon Dil Ke Shehar Ka Naqsha Badal Gaya.
View ArticleKaB taK terY FarEeb k0 ek hadsA kahUn
KaB taK terY FarEeb k0 ek hadsA kahUn Tu nAy tow Mri waFa k0 taMasHa hE baNa diYa.
View ArticleNazar me ZuLmat badan main thandak
Nazar me ZuLmat badan main thandak Jamal kitna ajeeb sa tha, Mian us ki chahat me ghar se nilka tu Haal kitna ajeeb sa Tha, Na main ney osay khatoot likhe na os ney meri panah chahi, dono ko apni bey...
View ArticleKuch log sitam kerne ko...........
Kuch log sitam kerne ko taiyaar bethe hain kuch log mager hum pe dil haar bethe hain Iss kashmakash mein hum se pehchane nahi jate, kahaan dushman hain aur,kahan dost yaar bethe hain Ishq ko aag ka...
View Articleek she'r
salaam dosto kaise mizaaj-e-giraamii haiN? mere vaalid e marHoom kii Ghazal kaa ek she'r pesh-e-Khidmat hai...mulaaHizah farmaaiye: terii chashm-e-mast kii hai yeh 'ajeeb baadshaahii kahiiN 'aql kii...
View Articleوہ خود کو...
کیا پوچھتے ہو کہ شبِ ہجراں کیسے گزری وہ اکِ رات اب تک جو بس رات میں گزری انکا اشارہ درکار تھا بس ہمیں جینےمرنےکو وہ اک رات نہ انکار میں نہ اثبات میں گزری وہ بچپن کی چھپن چھپائی پرقائم ہیں اب تک وہ اک...
View ArticleNamak Milana Bhool Gayi
Phool pe aa kar bheti to khud itrana bhool gai Aisi mast hoi wo titli par phelana bhool gai Aisa khila wo phool sa cheraha,pheli sarey ghar me khushboo khat ko chupakar pharne wali,raz chupana bhool...
View ArticleHawa ka sabz dupatta tere naam
Saat suron ka behta dariya tere naam Har sur main ik rang dhanak ka tere naam Jungle jungle urne wale sab mausam Aur hawa ka sabz dupatta tere naam Hijr ki shaam akeli raat ke khali dar Subha firaaq ka...
View ArticleTumhaiñ ham saath rakhte haiñ...
Tumhaiñ ham saath rakhte haiñ... Tumhaari yaad se dil ka nagar aabaad rakhte haiñ... Tera mehtaab chehra... Or gehri jheel si aankhaeñ... Haseen palkaiñ... Tera lehja... Tera voh khil-khilaana... Or...
View Article