Dedicate to Khalil khaan fakhta
Raat bhar us kii hi aahaT kaan mein aatii rahii jhaaNk kar dekhaa galii mein koii bhii aayaa na thaa 164.gif Attached Images 164.gif (722 Bytes)
View ArticleApni Jaan bhi Aaar Dun
Itnisi hai tasali ke huga muqabala Dil kya hai apni jaan bhi qayamat pe waar dun Abdul hameed Adam My reaction after reading the shair oiiii maaa :omg: :rotfl:
View ArticlePerchey ka Phela SAwaal
Tu Meri Zindagi main lazim hai JESE Pehla SAWal hu Perchey KA sad urdu shayari wallpapers (10).jpg cute-sad-smiley-emoticon.gif Attached Images sad urdu shayari wallpapers (10).jpg (67.0 KB)...
View ArticleNazia hassan sings Sabir Zafar's Ghazal
Guzar rahi hai khizaan bun ke jo bahar hai janaN tu phir mil ga mere dil ko aitbaar hai janaN Zubaan na kholi ke mehfil main log dekh rahe the tujhe pukara to aankhon ne baar baar hai janaN khuli jo...
View ArticleKabhi Toh Shehr-e-Sitam'gran Mei, Koi Mohabbat Shanas Aaye,
Kabhi Toh Shehr-e-Sitam'gran Mei, Koi Mohabbat Shanas Aaye, Wo Jiski Aankhon Se Noor Chalkey, Labon Se Chahat Ki Baas Aaye, Chale Toh Khushiyon Ky Shokh Jazbe Hamari Aankhon Mei Mojzan Thhy, Magar Na...
View ArticleKhatam honey ko hai safer shayed
Khatam honey ko hai safer shayed Phir milein gey kabhi, mager shayed Phir mila izn-e-aabla paai Phir bhatakna hai darbadar shayed Ab k shab aankh mein utar aai Ab na deikhein gey hum seher shayed...
View Articleآ پڑی ہم پہ...
آ پڑی ہم پہ کوئی ایسی بھی افتاد نہیں کیوں دکھاؤں اسے وہ دل کہ جو آباد نہیں میں نے جس بات پہ توڑا تھا تعلق اس سے کیا تماشا ہے کہ وہ بات اسے یاد نہیں اک خلش سی تو ہر اک حال میں رہتی ہے کہیں کبھی ناشاد...
View Articleوفا نے بخشی...
خیال ۔۔۔۔ خواب ۔۔۔۔۔ خموشی ۔۔۔۔۔ فراق ۔۔۔۔۔ تنہائی وفا نے بخشی ہیں مجھ کو بھی ۔۔۔۔ نعمتیں کیا کیا یہ درد کے سکے ۔۔۔۔۔ یہ اشک کے موتی وہ بھیجتا ہے محبت کی ۔۔۔۔۔ اُجرتیں کیا کیا
View ArticleTum Lakhon Ke Maqrooz Ho Mery..!!
Aik Ashk Ki Qeemat Ho Agar Aik Hi Paisa, To Suno, Tum Lakhon Ke Maqrooz Ho Mery..!!
View Articlejana hai....
Ghar se yeh soch k nikla hon k Mar jana hai Ab koi Raah dikha de k kidhar jana hai Jism se sath nibhane ki mat umeed rakho Is musafir ko to Rastay mein theher jana hai Mout lamhay ki sada Zindagi umron...
View ArticleBujhane lage mujhe
Tanha main jal raha tha to khush ho rahe the log un tak gai jo aag, bujhaane lage mujhe (Muzzaffar Warsi)
View Articlemilna
Milna He Tu Aa jeet Lay Medaan Main Mujh Ko... Hum Apny Qabelay Se Bagawt Nahi Karty.. -
View ArticleTere chehre pe udasi ka sabab hai koi
Tere Chehre Pe Udasi Ka Sabab Hai Koi Be Wajha Mujh Pe Bigar Ne Ka Sabab Hai Koi Aaine Mein Bhi Nahi Dekha Khud Ko Besabab Es Tarha Har Sard Chizo Ko Taak Ne Ka Sabab Hai Koi Mehbub Ke Sine Pe Bezar To...
View ArticlePhir dil ne mujh se chal chali
Mein dil se baatein kerta tha, Dil mujh se baatein kerta tha, Mein uski sunta rehta tha, Wo meri sunta rehta tha, Hum dono apni apni baatein, Ik dooje se kehte the, Or ik dooje ki baaton per, Hum...
View ArticleHamd o Naat - Poetry
Mere hathon se mere hoonton se khushboo jati nahin Maine Ism e Muhammad ko likha bhi boht aur chooma hai boht lets share Hamd o Naat poetry in this thread.
View ArticleELAHI ! Is Zamane Main Un Achon Se Darta Hun.
Na Khaaif Hun Main Nishtar Se, Na Main Kanton Se Darta Hun Kisi Ka Dil Dukha Dain Jo, Main Un Lafzon Se Darta Hun. Suhane Thay Jo Sab K Sab, Wo Lamhe Reh Gaye Peeche Naye Logo, Nayi Baton, Naye Lamho...
View Articleab dekhne ko jin ke aaNkheN tarastiyaaN haiN!
way SoorateN ilaahee! kis des bastiyaaN haiN? ab dekhne ko jin ke aaNkheN tarastiyaaN haiN! aayaa thaa kyoN a'dam se kyaa kar chalaa yahaaN maiN yeh marg-o-zeest tujh bin aapas meN haNstiyaaN haiN kyoN...
View ArticleIk aag ka dariya hai aur Doob k jana hai.......
Ik lafz-e-mohabbat ka adna sa fasana hai Simtay to Dil-e-Aashiq phelay to zamana hai Yeh kis ka tasawwar hai yeh kis ka fasana hai Jo ashk hai aankhon mei Tasbeeh ka danaa hai Hum ishq ke maaron ka...
View Article