insan bikte hain
Mohabbat Dekh li Main Ne Zamane Bhar Ke Logon Ki, Jahan Kuch DAAM Ziyada Hon, Wahan Insan Bikte Hain ...!!!
View Articlehairat
Hairat say saary lafz usay dekhty rahay... Baaton main apni baat woh kaisy badal gya...
View ArticleNa Kapray Hi Badlay Na Haal Acha Hai
Na Kapray Hi Badlay Na Haal Acha Hai Kis Manhos Ne Kaha Tha K Shadi Ka Khayal Acha Hai Hum Tu Bachpan Se Ashiq Rahy, Janty Hein Aik Doshiza Se Kaein Hasenaoun Ka Janjal Acha Hai Mein Ne Pocha K Koi...
View Articlemaar aya hoon
ابھی کچھ دیر میں محسن، وہ پتھر ٹوٹ جائے گا میں اس کی سرد مہری پہ، محبّت مار آیا ہوں
View Articlekuch na samjhe
Bak Raha Hu'n Junun Mei'n Kya Kya Kuch. Kuch Naa Samjhe Khuda Kare Koii..
View Articlejustuju kya hai
Jala Hai Jism Jaha'n Dil Bhi Jal Gaya Hoga Kuraidate Ho Jo Ab Rakh Justuju Kya Hai..
View ArticleTum Bhi Janaa Kamaal Kartay Ho
Tum Bhi Janaa Kamaal Kartay Ho Kaisay Kaisay Sawaal kartay Ho?? Ek Pal Mai He Tout Jati Hoon Kaisi Tum Dekh Bhaal Kartay Ho Jhoot Sabit Na Kar Saqay Koi Guftugoo Ba-Kamaal Kartay Ho Roog Jitnay Thay...
View ArticleYahan Khamosh Nazron Ka Nazaara Kaun Banta Hai
Yahan Khamosh Nazron Ka Nazaara Kaun Banta Hai Bohat Gehray Samandar Ka Kinaara Kaun Banta Hai Chalo Hum Dekhtay Hain Ab Khud Ko Barbaad Ker K Bhi Humari Barbaadyun Mein Bhi Humara Kaun Banta Hai Bina...
View ArticleA great poet - Josh malihabadi
Josh Malihabadi death anniversary being observed today KARACHI: The 31st death anniversary of great revolutionary poet Josh Malihabadi is being observed today. He was born as Shabbir Hasan Khan on...
View ArticleSau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayalon Mein
Sau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayalon Mein, Bas Zara Wafa Kam Hai Tere Sheher Walon Mein, Pehli Baar Nazrone Chaand Bolte Dekha, Hum Jawaab Kya Dete Kho Gaye Sawalon Mein, Raat Teri Yaadone Dil Ko...
View Article***~~~*** تم بن جی...
جو ہم محسوس کرتے ہیں اگر تم تک پہنچ جائے تو بس اتنا سمجھ لینا یہ ان جذبوں کی خوشبو ہے جنہیں ہم کہہ نہیں سکتے مگر تم جو اجازت دو تو چند لفظوں میں کہہ ڈالیں کے تم بن مر تو سکتے ہیں تم بن جی نہیں سکتے
View ArticleBey-Khudi Me Bhi Hum Aisi Khataa Nahi Kartey
Bey-Khudi Me Bhi Hum Aisi Khataa Nahi Kartey Aap Ke Tasaworr Ko Apney Aap Say Kabhi Juda Nahi Kartey Kaafley Yaadon Ke Jab Aatey Hain Mere Khayaal Me Paak Daman Dil Ko Hum Apney Phir Siyah Nahi Kartey...
View ArticleGul-E-Umeed Ki Tehni Ki Paishaani Sey
Gul-E-Umeed Ki Tehni Ki Paishaani Sey Qismat Ke Sitaarey Ki Tarah Toottey Aey Aakhri Patey . Mujhey Tum Ko Tumhaari Mout Ka Pursa Bhari Aankhon Sey Dena Hey Magar, Ik Dard Mera Bhi . Agar Tum Sun Sako...
View Articletujh ko dekha to aise laga, jaise barson ki pehchaan ho
tujh ko dekha to aise laga, jaise barson ki pehchaan ho jaise tuhi meri zindagi, jaise tuhi meri jaan ho mere saanson main khushbo na thi meri aankhon main jadoo na tha main adhoori thi tere bina ae...
View ArticleHum aise bhoolne wale nahin the
Hum aise bhoolne wale nahin the hamen tumse na milne main, kai majbooriyan hongi tumhe ye sochna tha, tumhe ye sochna to tha tumhe milna, tumhare sath rehna boht aasan tha dil ka haal kehna magar ye...
View ArticleDosti ka ik samandar
Dosti ka ek samandar Unginat saahil wafa kay Apnay seenay maiN chupaye Jaanay kab say beh raha tha Daf'atun ek mauj ubhree MotiyoN kee shakal maiN Dhaltay huay alfaaz, jumlay Khood-bakhood dil say...
View ArticleTu is qadar Mujhe apne qareeb lagta hay
Tu is qadar Mujhe apne qareeb lagta hay Tujhe alag se jo sochon ajeeb lagta hay Jise na husn se matlab na ishq se sar-o-kaar. Wo shakhs Mujhko boht bud naseeb lagta hay Hadud-e-zaat se baher nikal k...
View ArticleSakhawat Ka Namood-Afrooz, Manzar Hi Nahi Aaya
Sakhawat Ka Namood-Afrooz, Manzar Hi Nahi Aaya Sakhi Bethay Rahay, Koi, Gadagar Hi Nahi Aaya Ye Soocha Tha Teri Khaatir, Koi Moti Nikalon Ga Main Jis Rastey Mein Tha Is Mein, Samandar Hi Nahi Aaya...
View ArticleMain tum se na poochoon, tum mujh se na kehna
Main tum se na poochoon, tum mujh se na kehna kehni ho jo baten, kehte rahen nainan rung mere jeevan main tum ne bhare sajna maang bhari taaron se, phoolon bhara angna preet ki ik doori main tune mujhe...
View Article