Wo Jise samajhtay they zindagi
Wo jisay samajhtay Thay zindagi Meri dharkanon ka faraib tha Mujhe muskurana Sikha ke wo Meri rooh tak ko rula gaya Wo ke jis ko Panay ki chah mei Mein Kabhi khilta ghulab tha Meri patti patti Bikhar...
View ArticleJis Tarah Khowab Meray Ho Gay Hain Rayza Rayza
Aks -e- Khushboo Hoon Bekharnay Say Na Rokay Koee Or Bekhar Jaoon Tu Mujh Ko Na Samaitay Koee Kaanp Uthate Hoon Main Yah Soch Kay Tanhaee Main Meray Cheray Pay Tera Naam Na Parh Lay Koee Jis Tarah...
View ArticleManzil e Muraad
Aah wo manzil-e-muraad, door bhi hai qareeb bhi Der hui ki kaafiley uski taraf rawaan nahin Dair-o-haram hai gard-e-raah, naksh-e-qadam hai mehr-o-maah In mein koi bhi ishq ki manzil-e-kaarwaan nahin ~...
View ArticleBy Seeing Lahore Weather
Kabhi yun bhi to ho Darya ka saahil ho Pooray chand ki raat ho Aur tum aao! Kabhi yun bhi to ho Pariyon ki mehfil ho Koi tumhari baat ho Aur tum aao! Kabhi yun bhi to ho Sooni her manzil ho Koi na mere...
View ArticleMeri Pasand ki 10 Ghazlen / Nazmen (tarash)
:cheer: Ab bari hai tarash ki... jo tarash kharash ke apni pasand ki sirf 10 Ghazlen / Nazmen hum se share karen ge. Bismillah karen.. Ji aaya nu
View ArticleHAM DASHTY JANU, K SODAI
ye dasht-e-junoon ye pagalpan ye peecha kerti ruswai ye ranj-o-alam yeh hizn-o-malal ye nala-e-shab yeh soz-e-kamaal Dil main Kahin benaam chubhan aur had-e-nazar tak tanhai hum dasht-e-junoon k sodai
View ArticleHont to hila dete...
Dayaar-e-ghair main kaise tujhe sadaa dete tu mil bhi jaataa to tujhe ganvaa dete tumhi ne ham ko sunayaa naa apana dukh varnaa duaa vo karte ke ham aasamaan hilaa dete hameain ye zom rahaa ab ke vo...
View Article