Quantcast
Channel: GupShup Forums - Intikhaab
Viewing all articles
Browse latest Browse all 6004

Post A Shair Related to the Pic [Poll] -2

$
0
0
:salam:

This is a poll for the competition held last week.
The participants had to choose/write a sher which suits the picture.
Please choose the sher you think best suits the picture .





We have two polls because we had more than 10 participants.All the entries are posted here
Please visit this thread (Post A Shair Related to the Pic [Poll] -1) if you want to vote for entries before the 6th one.

The poll ends in 3 days and the winners names will be disclosed on 19th March.

I thank all the participants for their entries .


1-
Quote:

Zindagi ne kuch is tarah se Mayoos kr dya,
Apni jeet ko haar mai badal dya,
Ap k siwa or kuch na Chaha tha maine,
Bus Qisamt ne srf isi se Mehroom kr dy

2-
Quote:

In udaas aankhoun kay peechay, aik sachai chupi hai,
is dil ko na kuuredo, is mein tanhai he tanhai chupi hai...
hunsna muskerana adat hai teri,
mein kon houn!!! jis ki guzarish mein aik azmaaish chupi hai...

3-
Quote:

Jab se howa hai pyar dil bass mein nahin ho raha hai
Sab ho raha hai minus, kuch pluss mein nahin ho raha hai
Aap ke pyar ka ajab sa jadu chaa geya hai
carbon dioxide bahar ja raha hai, na oxygen andar arha hai

4-
Quote:

loog parh lete hen meri ankhon se dil ki halat
mujhse ab tere pyar ki hifazat nai hoti

5-
Quote:

MERA TUJH SE ATUT RISHTA HY
ME TAMASHA HUN TU TAMASHAI

6-
Quote:

rulaanaa har kisii ko aataa hai
haNsaanaa kisii kisii ko aataa hai

7-
Quote:

Yaqeen na aaey tou aik baar pooch kay dekho
jo hans raha hai woh zakhmon se choor niklay ga

8-
Quote:

sub se yun milna k jaise dil mai koe dukh na ho
mujh me ye khoobi bhi hai sub khamiyon k bawajood

9-
Quote:

Pagla koi mujh sa duniya main kahan ho ga
Jo chot khaey dua day jo gham chupaey hansa day
10-
Quote:

Aik chehre pe kaye chehre sajaye humne
khud roo ke dunya ko hansaya humne
Inn samander si gehri ankhon mai koe jhanke
dunya bhar k gham nazar aainge

11 -
Quote:

Ye Zindagi Bari Ajeeb Si, Kabhi Gulzaar Si Kabhi Bezaar Si
Kabhi Khushi Hamare Saath Saath, Kabhi Gamo KI Barsaat Bhi
Kabhi Toofano Me Bhi Hain Raaste, Kabhi Manzilo Ka Pata Nahin
Kabhi Do Kadam Pe Zindagi, Kabhi Sadiyon Tak Intezaar Bhi

Viewing all articles
Browse latest Browse all 6004

Trending Articles