Mein logon sy mulaqaton k lamhay yaad rakhta hon
Mein baatein bhool bhi jaun to lehjay yaad rakhta hon
Sar-E-mehfil nigahein mjh pe jin logon ki parti hein
Nigahon k maani sy wo chhray yaad rakhta hon
Zara sa hut k chalta hon zamany ki riwayat sy
K jin pe boajh mein dalun, wo kandhay yaad rakhta hon
Main yun to bhool jata hn, kharashain talkh baaton ki
Magar jo zakhm gehray dein, ravayye yaad rakhta hon...!!!