Main ne kaha mere liye bhi dua kia karo
Us ne kaha is ki fikr na kia karo
Main ne kaha mere zehn pe rehta hai bojh sa
Us ne kaha chupke se thora ro lia karo
Main ne kaha raton ko neend nahi aati
Us ne kaha sony ki koshish to kia karo
Main ne kaha dil mein teri yadein hain
Us ne kaha dil ko samjha lia karo
Us ne kaha is ki fikr na kia karo
Main ne kaha mere zehn pe rehta hai bojh sa
Us ne kaha chupke se thora ro lia karo
Main ne kaha raton ko neend nahi aati
Us ne kaha sony ki koshish to kia karo
Main ne kaha dil mein teri yadein hain
Us ne kaha dil ko samjha lia karo
- Main ne kaha tere milny ki kafi umeed hai
Us ne kaha qismat pe itna bharosa na kia karo