Main ronay say darti hoon,
juda hone say darti hoon
Meri ankhain batati hain k
main sonay say darti hoon
Meri ungli pakr kar laina
mujhe tanha nahi karna
Yeh duniya ek mela hai
tumhain khone say darti hoon
Jab hansti hoon tou kion palkon k
goshay bheeg jate hain
Tumhain maloom hain main
iss tarha ronnay say darti hoon
Jab say khuwab dekha hai
tum muje chor jao gay
Main ab khuwabon say darti hoon ?
![]()
juda hone say darti hoon
Meri ankhain batati hain k
main sonay say darti hoon
Meri ungli pakr kar laina
mujhe tanha nahi karna
Yeh duniya ek mela hai
tumhain khone say darti hoon
Jab hansti hoon tou kion palkon k
goshay bheeg jate hain
Tumhain maloom hain main
iss tarha ronnay say darti hoon
Jab say khuwab dekha hai
tum muje chor jao gay
Main ab khuwabon say darti hoon ?
