Usay me bhool jaonga magar wada nahi karta
Hamesha muskraon ga magar wada nahi karta
Uska zikr mehfil me ho to khamosh rehna hai
Me khud ko azmaon gamagar wada nahi karta
Sitaron neend k maaron chalo khuwabon ki dunya me
Me bhi so hi jaonga magar wada nahi karta
Chalo tum se ye wada hai k dil me dard hain jitnay
Kisi ko na sunaon ga magar wada nahi karta...