Husn Ko Lajawab hona tha
Shauq ko Kamiyaab hona tha
Hijar mein Kaif-e-iztraab na pooch
Khon-e-dil ko sharab hona tha
Tere jalwoon mein Ghir gaya aakar
Zarre ko aaftab hona tha
Kuch tumhari nigaah kafir thi
Kuch mujhe bhi kharaab hona tha
Raat taroon ka tutna bhi MAJAZBaiese Iztraab hona tha
Shauq ko Kamiyaab hona tha
Hijar mein Kaif-e-iztraab na pooch
Khon-e-dil ko sharab hona tha
Tere jalwoon mein Ghir gaya aakar
Zarre ko aaftab hona tha
Kuch tumhari nigaah kafir thi
Kuch mujhe bhi kharaab hona tha
Raat taroon ka tutna bhi MAJAZBaiese Iztraab hona tha