Usay Apnay Farda Ki Fikr Thi |
Usay Apnay Farda Ki Fikr Thi Wo Jo Mera Waqif-E-Hal Tha Wo Jo Us Ki Subh-E-Arooj Thi Wohi Mara Waqt-E-Zawal Tha Mara Dard Kasay Wo Janta Mari Bat Kasay Wo Manta Wo To khud Fana K Sfar Pa Tha Usay Rokna Bi Mahal Tha Wo Jo Us K Samnay A Gaya Wohi Roshni May Naha Gaya Ajab Us Ka Habat-E-Husan Tha Ajab Us Ka Rang-E-Jamal Tha Kahan Jao Gay Mja Chor Kar Ma Ya Poch Poch K Thak Gaya Wo Jawab Mj Ko Na Day Saka Wo To Hud Sarapa Sawal Tha Wo Mila To Sadion K Bad Bi Maray Lab Pa Koi Gila Na Tha Usay Meri Chup Nay Rula Dia Jisay Guftgu May Kamal Tha Maray Sath Lag K Wo Ro Dia Mujay Faqat Itna Wo Kah Saka Jisay Janta Tha Ma Zindagi Wo Mara Wahm-O-Hayal Tha |
↧
DEDiCATED TO ~*~ PAKi RANA ~*~
↧