Meray ghum se meray junoon tak,
Yeh faasla bus ana ka tha.
Meri zindagi se meri saans tak,
Woh falsafa buss dua ka tha.
Meri baat se Teray zikr tak,
Koi silsila jo hawa ka tha.
Meri haqiqat se meray khawab tak,
Woh bay-khabar intiha ka tha
Meray veham se meray gumaan tak,
Yeh marhala wafa ka tha..
Meri talab se meray naseeb tak,
Yeh muamla Khuda ka tha..
Yeh faasla bus ana ka tha.
Meri zindagi se meri saans tak,
Woh falsafa buss dua ka tha.
Meri baat se Teray zikr tak,
Koi silsila jo hawa ka tha.
Meri haqiqat se meray khawab tak,
Woh bay-khabar intiha ka tha
Meray veham se meray gumaan tak,
Yeh marhala wafa ka tha..
Meri talab se meray naseeb tak,
Yeh muamla Khuda ka tha..