Yeh tu bohat he mashoor ghazal hai...aap logon nay NFAK ki awaz may isay suna bhi ho ga..lakin may chahta hoon aap usay aisay he sunain or aisay he mashoos karain jaisay may nay suna or mahsoos kiya...aap nay kiya feel kiya yeh aap nay sunanay k baat he batana hai...
Soraj dhalnay k waqat pay chaat pay betha howa tha, halki halki hawa chal rahi thi, jo chehray say narmi say takra k wapis palat jati thi, soraj bhi aik laal anday may tabdel ho chuka tha, bohat halkay say badal us k aik side pay aye howay thay...shafaq bhi laal or naranji rangoo say munawar tha...ghazal lagain...usay sunain or soraj ko dekhain...or apna aik hath allama iqbal ki famous pic ki tarhan rakahin sir k sath....
share zaroor kijiyay ga apna experience....
--------------------------------------------------------------
ghum hai ya khushi hai tu...
meri zindagi hai tu...
aftoon k door main...
chain ki ghari hai tu...
meri rat ka chiragh...
meri nind bi hai tu...
main khizan ki sham hun...
rut bhar ki hai tu...
doston k darmian...
wajh-e-dosti hai tu...
meri sari umr main...
aik hi kmi hai tu...
main tu woo nahi raha...
haan magar wohi hai tu...
nasir is diyar main...
KITNA AJNABI HAI TU...