Gham na kar tere leay charagh ban jaon ga
khud jal kar teri rah mein roshni kar jaon ga
Dar hai k mujh se ruswaeian na milein tumhein
tark e taaluq main khud se hi kar jaon ga
Tery aanchal me hon phool,khawaish meri
apna daman main kanton se bhar jaon ga
Laakh bhulanay se bhi na bhool sako gi tum
main pyar hi tum se itna kar jaon ga
Sanwaro apna naseeb tum khushi se
main k baraf par bani tasweer,aakhir mit jaon ga