Os ney kaha tum shehzadi ho
Shehzadi bhi wokey jis ko
Saaton rangon mein khushbo ko
Gondh key dala ho ga Rab ney, norani pekar ki sorat
Aik nazar tum dalo jis per
Pathar bhi ik bar to boley
Holey holey ankhein kholay
Wada kerta hun mein tum sey
Jo tum chaho, jo tum socho, jis shey ki ho khawaish tum ko
Apna tan man bech key bhi mein tum ko dun ga
Ik ishara ker key to dekho
Sara zamana war dun !
Tum ko jeet key dor thama ker
Apna sab kuch har dun !
Aur agar ye wada toron
Mujh ko jewan ras na aye
Doja mujh ko saans na aye
Os ney kaha tum shehzadi ho
Soch rahoi hun
Shehzadi kesi hoti hai?
Jesi mein hun
Shehzadi aisi hoti hai??
Shehzadi bhi wokey jis ko
Saaton rangon mein khushbo ko
Gondh key dala ho ga Rab ney, norani pekar ki sorat
Aik nazar tum dalo jis per
Pathar bhi ik bar to boley
Holey holey ankhein kholay
Wada kerta hun mein tum sey
Jo tum chaho, jo tum socho, jis shey ki ho khawaish tum ko
Apna tan man bech key bhi mein tum ko dun ga
Ik ishara ker key to dekho
Sara zamana war dun !
Tum ko jeet key dor thama ker
Apna sab kuch har dun !
Aur agar ye wada toron
Mujh ko jewan ras na aye
Doja mujh ko saans na aye
Os ney kaha tum shehzadi ho
Soch rahoi hun
Shehzadi kesi hoti hai?
Jesi mein hun
Shehzadi aisi hoti hai??