Yahan ehal-e-dil tootain gey nahi to
Be-wafaon ko aram kesay aye ga
Wo awara mizaj kahin door ja basa hai
Aab meri saadaon per kesay aaye ga
Saanson mein basa hai yaadon ki surat
Per is ko yakeen kesay aaye ga
Mein is ko kab ka bhol gaya hota Gul
Masla is dil ka hai is ko qarar kesay aaye ga
Be-wafaon ko aram kesay aye ga
Wo awara mizaj kahin door ja basa hai
Aab meri saadaon per kesay aaye ga
Saanson mein basa hai yaadon ki surat
Per is ko yakeen kesay aaye ga
Mein is ko kab ka bhol gaya hota Gul
Masla is dil ka hai is ko qarar kesay aaye ga