Möhabbat k anokhey thay sabhi andaz, hum kya karty?
Rahe woh hum se naraz, hum kya karty?
Hajoom-e-sheher main kho jate hum chain pane ko,
AKELE main satati thi uski aawaz, hum kya karty?
Mere nazuk se dil ko us ne pal main torr dala tha,
Usay pasand thi totty kaanch ki aawaz, hum kya karty??